Teraa jaadoo na chalegaa o sapere

तेरा जादू न चलेगा ओ सपेरे
Year
Language

तेरा जादू न चलेगा ओ सपेरे
काहे मारे मेरी गलियों के फेरे
मेरा रसिया तो मन में है मेरे
तू है कौन मेरा रस्ता जो घेरे

देख तू मुझको न हाथ लगा झूम के मैं डस लूँगी
आग लगे तेरी नस-नस में ऐसा ज़हर भर दूँगी
ओ कहीं तड़पे न साँझ सबेरे
तेरा जादू न चलेगा …

एक था दिल जो मैं दे ही चुकी क्‌या तुम लेने आए
नैनन जब चितचोर बसे कोई न और समाए
ओ नहीं आने वाली हाथ मैं तेरे
तेरा जादू न चलेगा …

terā jādū na chalegā o sapere
kāhe māre merī galiyoṅ ke phere
merā rasiyā to man meṅ hai mere
tū hai kaun merā rastā jo ghere

dekh tū mujhko na hāth lagā jhūm ke maiṅ ḍas lūṇgī
āg lage terī nas-nas meṅ aisā zahar bhar dūṇgī
o kahīṅ taṛpe na sāṇjh sabere
terā jādū na chalegā …

ek thā dil jo maiṅ de hī chukī k‌yā tum lene āe
nainan jab chitchor base koī na aur samāe
o nahīṅ āne vālī hāth maiṅ tere
terā jādū na chalegā …