तेरा ही प्यार इस दिल में रहेगा ... जीना है बस तेरे ही संग्
तेरा ही प्यार इस दिल में रहेगा
जीना है बस तेरे ही संग ये तेरा आशिक़ कहेगा
मैं हूँ बनी तेरे लिए मैं तेरे दिल में रहूंगी
आशिक़ है तू मेरा सनम सारे जहां से कहूंगी
तेरी अदाएं नींद चुराएं
साथी मेरे अब न कहीं चैन आए
ये तेरी बातें ये मुलाक़ातें
जान-ए-जिगर ये कभी न भूल पाएं
तेरा ही प्यार इस दिल में …
मेरी मुहब्बत कहती है मुझसे मेरे सनम
चाहत में सब कुछ भुला दूं
पैरों में तेरे काँटे चुभें ना आ जान-ए-मन
बाहों में तुझको उठा लूं
मैं हूँ बनी तेरे लिए मैं तेरे दिल में रहूंगी
आशिक़ है तू मेरा सनम सारे जहां से कहूंगी
तेरा ही प्यार इस दिल में …
terā hī pyār is dil meṅ rahegā
jīnā hai bas tere hī saṅg ye terā āśhiq kahegā
maiṅ hūṇ banī tere lie maiṅ tere dil meṅ rahūṅgī
āśhiq hai tū merā sanam sāre jahāṅ se kahūṅgī
terī adāeṅ nīṅd churāeṅ
sāthī mere ab na kahīṅ chain āe
ye terī bāteṅ ye mulāqāteṅ
jān-e-jigar ye kabhī na bhūl pāeṅ
terā hī pyār is dil meṅ …
merī muhabbat kahtī hai mujhse mere sanam
chāhat meṅ sab kuchh bhulā dūṅ
pairoṅ meṅ tere kāṇṭe chubheṅ nā ā jān-e-man
bāhoṅ meṅ tujhko uṭhā lūṅ
maiṅ hūṇ banī tere lie maiṅ tere dil meṅ rahūṅgī
āśhiq hai tū merā sanam sāre jahāṅ se kahūṅgī
terā hī pyār is dil meṅ …