Teraa hee aasraa hai, o do jahaan vaale

तेरा ही आसरा है, ओ दो जहाँ वाले
Year
Language

तेरा ही आसरा है, ओ दो जहाँ वाले
है बेकसों की कश्ती मालिक तेरे हवाले

ईसा को तूने ज़ालिमों के पंजों से था छुड़ाया
मूसा को तूने मौजों में भी रस्ता दिखाया
बरबाद हो रही है दुनिया मेरी, बचा ले

कश्ती ये क्‌यों है तूने तूफ़ान से बचाई
मैंने तुझे पुकारा मालिक तेरी दुहाई
सुन ले किसीके दिल से निकले हुए ये नाले

रहम-ओ-करम पे तेरे दुनिया की ज़िंदगी है
तू मारे या बचा ले मालिक तेरी ख़ुशी है
मिटती हो अगर मोहब्बत मुझको भी तू मिटा दे

terā hī āsrā hai, o do jahāṇ vāle
hai beksoṅ kī kaśhtī mālik tere havāle

īsā ko tūne zālimoṅ ke paṅjoṅ se thā chhuṛāyā
mūsā ko tūne maujoṅ meṅ bhī rastā dikhāyā
barbād ho rahī hai duniyā merī, bachā le

kaśhtī ye k‌yoṅ hai tūne tūfān se bachāī
maiṅne tujhe pukārā mālik terī duhāī
sun le kisīke dil se nikle hue ye nāle

raham-o-karam pe tere duniyā kī ziṅdgī hai
tū māre yā bachā le mālik terī khuśhī hai
miṭtī ho agar mohabbat mujhko bhī tū miṭā de