Teraa doodh aisaa hai naa meraa khoon aisaa hai

तेरा दूध ऐसा है ना मेरा खून ऐसा है
Year
Language

तेरा दूध ऐसा है ना मेरा खून ऐसा है -2
ना ये तेरे जैसा है ना ये मेरे जैसा है

परियों की होगी वो शहज़ादी जिससे होगी तेरी शादी -2
डोली बहू की लाऊंगा मैं झूम के नाचूंगा गाऊंगा मैं -2
तुझे बना कर दर्पण अपना मैने देखा था ये सपना
मेरा नसीब टूट गया नसीब मेरा ऐसा है
तू जिए हज़ारों साल नहीं परवाह तू कैसा है
तेरा दूध ऐसा है ना …

terā dūdh aisā hai nā merā khūn aisā hai -2
nā ye tere jaisā hai nā ye mere jaisā hai

pariyoṅ kī hogī vo śhahazādī jisse hogī terī śhādī -2
ḍolī bahū kī lāūṅgā maiṅ jhūm ke nāchūṅgā gāūṅgā maiṅ -2
tujhe banā kar darpaṇ apnā maine dekhā thā ye sapnā
merā nasīb ṭūṭ gayā nasīb merā aisā hai
tū jie hazāroṅ sāl nahīṅ parvāh tū kaisā hai
terā dūdh aisā hai nā …