Teer aankhon kaa jigar ke paar kar do yaar tum

तीर आँखों का जिगर के पार कर दो यार तुम्
Year
Language

तीर आँखों का जिगर के पार कर दो यार तुम
जान ले लो या कि जाँ को निसार कर दो यार तुम
तीर आँखों का …

हम तुम्हारे दिल तुम्हारा फिर तुम्हें डर काहे का
शौक़ से तिरछी नज़र के वार कर दो यार तुम
जान ले लो या कि …

कब तलक तड़पा करेंगे हम वफ़ा की राह में
आज अपने प्यार का इकरार कर दो यार तुम
जान ले लो या कि …

tīr āṇkhoṅ kā jigar ke pār kar do yār tum
jān le lo yā ki jāṇ ko nisār kar do yār tum
tīr āṇkhoṅ kā …

ham tumhāre dil tumhārā phir tumheṅ ḍar kāhe kā
śhauq se tirchhī nazar ke vār kar do yār tum
jān le lo yā ki …

kab talak taṛpā kareṅge ham vafā kī rāh meṅ
āj apne pyār kā ikrār kar do yār tum
jān le lo yā ki …