तसवीर बनाता हूँ तेरी खून-ए-जिगर से
तसवीर बनाता हूँ तेरी ख़ून-ए-जिगर से
ख़ून-ए-जिगर से
देखा है तुझे मैं ने मुहब्बत की नज़र से
अरे, मुहब्बत की नज़र से
जितने भी मिले रंग वो सभी भर दिये तुझ में
हाय, भर दिये तुझ में
इक रंग-ए-वफ़ा और है, लाऊँ वो किधर से
अरे लाऊँ वो किधर से
तसवीर बनाता हूँ तेरी …
सावन तेरी ज़ुल्फ़ों से घटा माँग के लाया
हाय, माँग के लाया
बिजली ने चुराई है तड़प तेरी नज़र से
अरे, तड़प तेरी नज़र से
तसवीर बनाता हूँ तेरी …
मैं दिल में बिठा कर तुझे रुख़्सत न करूँगा
हाय, रुख़्सत न करूँगा
मुश्किल है तेरा लौट के जाना मेरे घर से
अरे जाना मेरे घर से
तसवीर बनाता हूँ तेरी …
tasvīr banātā hūṇ terī khūn-e-jigar se
khūn-e-jigar se
dekhā hai tujhe maiṅ ne muhabbat kī nazar se
are, muhabbat kī nazar se
jitne bhī mile raṅg vo sabhī bhar diye tujh meṅ
hāy, bhar diye tujh meṅ
ik raṅg-e-vafā aur hai, lāūṇ vo kidhar se
are lāūṇ vo kidhar se
tasvīr banātā hūṇ terī …
sāvan terī zulfoṅ se ghaṭā māṇg ke lāyā
hāy, māṇg ke lāyā
bijlī ne churāī hai taṛap terī nazar se
are, taṛap terī nazar se
tasvīr banātā hūṇ terī …
maiṅ dil meṅ biṭhā kar tujhe rukhsat na karūṇgā
hāy, rukhsat na karūṇgā
muśhkil hai terā lauṭ ke jānā mere ghar se
are jānā mere ghar se
tasvīr banātā hūṇ terī …