तड़प तड़प के कटी उम्र आशियाने में
(तड़प तड़प के कटी उम्र आशियाने में)-2
मिला न चैं हमें तो कभी ज़माने में
तड़प तड़प के कटी उम्र आशियाने में
(बहार आई खिले फूल हम तो ये समझे)-2
किसी ने आग लगाई है अशियाने में
मिला न चैं हमें तो कभी ज़माने में
तड़प तड़प के कटी उम्र आशियाने में
किसी से कुछ न कहा
किसी से कुछ न कहा, अपने दिल से बातें की
हम आप जल गये दिल का दिया जलाने में
मिला न चैं हमें तो कभी ज़माने में
तड़प तड़प के कटी उम्र आशियाने में
(भगवान)-4
(हमारे सब्र का भगवान इम्तेहान न ले)-2
कहीं ये दम न निकल जाये ? में
मिला न चैं हमें तो कभी ज़माने में
तड़प तड़प के कटी उम्र आशियाने में
(taṛap taṛap ke kaṭī umr āśhiyāne meṅ)-2
milā na chaiṅ hameṅ to kabhī zamāne meṅ
taṛap taṛap ke kaṭī umr āśhiyāne meṅ
(bahār āī khile phūl ham to ye samjhe)-2
kisī ne āg lagāī hai aśhiyāne meṅ
milā na chaiṅ hameṅ to kabhī zamāne meṅ
taṛap taṛap ke kaṭī umr āśhiyāne meṅ
kisī se kuchh na kahā
kisī se kuchh na kahā, apne dil se bāteṅ kī
ham āp jal gaye dil kā diyā jalāne meṅ
milā na chaiṅ hameṅ to kabhī zamāne meṅ
taṛap taṛap ke kaṭī umr āśhiyāne meṅ
(bhagvān)-4
(hamāre sabr kā bhagvān imtehān na le)-2
kahīṅ ye dam na nikal jāye ? meṅ
milā na chaiṅ hameṅ to kabhī zamāne meṅ
taṛap taṛap ke kaṭī umr āśhiyāne meṅ