तक़दीर में लिखा है मेरी ठोकरें खाना बेदर्द ज़माना
तक़दीर में लिखा है मेरी ठोकरें खाना
हाँ
बेदर्द ज़माना -2
अब कौन सुने दिल की कहानी मेरे
पोछेगा कौन आँखों का पानी मेरे
ये दिन इसी खाना बदो के प्यार किया
क्यूँ प्यार किया
मरने न दिया जीना भी दुशवार किया
आया न चार दिन भी तुम्हें प्यार निभाना
हाय प्यार निभाना
बेदर्द ज़माना
मैया ने मुझे छोड़ दिया
बाबुल ने मुख मोड़ लिया
साजन ने भी दिल तोड़ दिया
हाय
इस दर्द की मारी का रहा कौन ठिकाना
मैं किससे आज रो के सुनावूँ ये फ़साना
सुनावूँ ये फ़साना -2
बेदर्द ज़माना
है रात अन्धेरी मेरे दिल में है अन्धेरा
मेरे दिल में है अन्धेरा
उजड़ा हुआ है आज मेरा कल का बसेरा
हाय कल का बसेरा
भगवान -4
भगवान मेरी रात का कब होगा सवेरा
कब तक तुझे मनज़ूर है यूँ मुझको रुलाना
हाय मुझको रुलाना
हाय -3
बेदर्द ज़माना -2
taqdīr meṅ likhā hai merī ṭhokreṅ khānā
hāṇ
bedard zamānā -2
ab kaun sune dil kī kahānī mere
pochhegā kaun āṇkhoṅ kā pānī mere
ye din isī khānā bado ke pyār kiyā
kyūṇ pyār kiyā
marne na diyā jīnā bhī duśhvār kiyā
āyā na chār din bhī tumheṅ pyār nibhānā
hāy pyār nibhānā
bedard zamānā
maiyā ne mujhe chhoṛ diyā
bābul ne mukh moṛ liyā
sājan ne bhī dil toṛ diyā
hāy
is dard kī mārī kā rahā kaun ṭhikānā
maiṅ kisse āj ro ke sunāvūṇ ye fasānā
sunāvūṇ ye fasānā -2
bedard zamānā
hai rāt andherī mere dil meṅ hai andherā
mere dil meṅ hai andherā
ujaṛā huā hai āj merā kal kā baserā
hāy kal kā baserā
bhagvān -4
bhagvān merī rāt kā kab hogā saverā
kab tak tujhe manazūr hai yūṇ mujhko rulānā
hāy mujhko rulānā
hāy -3
bedard zamānā -2