Tanhaaee, tanhaaee, tanhaaee, donon ko paas le aaee

तनहाई, तनहाई, तनहाई, दोनों को पास ले आई
Work
Year
Language

तनहाई, तनहाई, तनहाई
दोनों को पास ले आई
प्यार में बह गये दो दिल
मौज ये कैसी आई

आज हवाओं ने बंसी बजाई
बिन कहे दिल की बात बताई
ले डूबी मेरे पागल मन को
तेरे प्यार की ये गहराई

दर्द का तेरे एहसास रहा है
तेरा एहसास मेरे पास रहा है
एक तुझे बस मेरी लगन थी
बात ये देर से समझ में है आई

tanhāī, tanhāī, tanhāī
donoṅ ko pās le āī
pyār meṅ bah gaye do dil
mauj ye kaisī āī

āj havāoṅ ne baṅsī bajāī
bin kahe dil kī bāt batāī
le ḍūbī mere pāgal man ko
tere pyār kī ye gahrāī

dard kā tere ehsās rahā hai
terā ehsās mere pās rahā hai
ek tujhe bas merī lagan thī
bāt ye der se samajh meṅ hai āī