तन मन धन सब है
तेरा बिन तेरे क्या है मेरा
रात-दिन मैं तेरे गीत गाता रहूँ
तन मन धन सब …
क्या धरती क्या सूरज-चन्दा
जग मोह माया का है फंदा
मैं हूँ सीधा-सादा बन्दा
जग चोरों का है डेरा
तन मन धन सब …
क्या अपना और क्या बेगाना
जान के काहे धोखा खाना
जीवन है बस आना-जाना
जोगी वाला फेरा
तन मन धन सब …
tan man dhan sab hai
terā bin tere kyā hai merā
rāt-din maiṅ tere gīt gātā rahūṇ
tan man dhan sab …
kyā dhartī kyā sūraj-chandā
jag moh māyā kā hai phaṅdā
maiṅ hūṇ sīdhā-sādā bandā
jag choroṅ kā hai ḍerā
tan man dhan sab …
kyā apnā aur kyā begānā
jān ke kāhe dhokhā khānā
jīvan hai bas ānā-jānā
jogī vālā pherā
tan man dhan sab …