तमा तमा लोगे ... तू प्रेमी आहा मैं प्रेमी आहा
तमा तमा लोगे
तू प्रेमी आहा मैं प्रेमी आहा
तू रानी आहा मैं राजा आहा
फिर क्या daddy क्या अम्मा
इक बस तू ही प्यार के काबिल सारा जहां है निकम्मा
तमा तमा लोगे …
तुझे ज़रूरत मेरे जैसे यार की
मुझे ज़रूरत तेरे जैसे यार की
जले जो उसको और जलाओ नचो छमा छम छम्मा
तमा तमा लोगे …
दोनों मिलकर जो होता है हो गया
मैं तुझमें और तू भी मुझमें खो गया
देख के तुझको मैं भी पिघलूं जैसे पिघलती है शम्मा
तमा तमा लोगे …
tamā tamā loge
tū premī āhā maiṅ premī āhā
tū rānī āhā maiṅ rājā āhā
phir kyā daddy kyā ammā
ik bas tū hī pyār ke kābil sārā jahāṅ hai nikammā
tamā tamā loge …
tujhe zarūrat mere jaise yār kī
mujhe zarūrat tere jaise yār kī
jale jo usko aur jalāo nacho chhamā chham chhammā
tamā tamā loge …
donoṅ milkar jo hotā hai ho gayā
maiṅ tujhmeṅ aur tū bhī mujhmeṅ kho gayā
dekh ke tujhko maiṅ bhī pighlūṅ jaise pighaltī hai śhammā
tamā tamā loge …