तारों की ज़ुबाँ पर है मुहब्बत की कहानी
Lata:
तारों की ज़ुबाँ पर है मुहब्बत की कहानी
ऐ चाँद मुबारक हो तुझे रात सुहानी
Both:
तारों की ज़ुबाँ पर है मुहब्बत की कहानी
ऐ चाँद मुबारक हो तुझे रात सुहानी
Rafi:
कहते हैं जिसे चाँदनी है नूर-ए-मुहब्बत -2
Lata:
तारों से सुनेहरी है हमेशा तेरी क़िस्मत -2
Rafi:
जा जा के पलट आती है फिर तेरी जवानी
Both:
ऐ चाँद मुबारक हो तुझे रात सुहानी
Rafi:
छाया हुआ दुनिया पे मुहब्बत का असर है -2
Lata:
कहते हैं जिसे चाँद मेरा दाग़-ए-जिगर है -2
Rafi:
तारों से कहा करता है ये दिल की कहानी
Both:
ऐ चाँद मुबारक हो तुझे रात सुहानी
Rafi:
हम हो न हो दुनिया यूँ ही आबाद रहेगी -2
Lata:
ये ठण्डी हवा और ये फ़िज़ा याद रहेगी -2
Both:
रह जाएगी दुनिया में मुहब्बत की निशानी
Both:
ऐ चाँद मुबारक हो तुझे रात सुहानी
Lata:
tāroṅ kī zubāṇ par hai muhabbat kī kahānī
ai chāṇd mubārak ho tujhe rāt suhānī
Both:
tāroṅ kī zubāṇ par hai muhabbat kī kahānī
ai chāṇd mubārak ho tujhe rāt suhānī
Rafi:
kahte haiṅ jise chāṇdnī hai nūr-e-muhabbat -2
Lata:
tāroṅ se sunehrī hai hameśhā terī qismat -2
Rafi:
jā jā ke palaṭ ātī hai phir terī javānī
Both:
ai chāṇd mubārak ho tujhe rāt suhānī
Rafi:
chhāyā huā duniyā pe muhabbat kā asar hai -2
Lata:
kahte haiṅ jise chāṇd merā dāġh-e-jigar hai -2
Rafi:
tāroṅ se kahā kartā hai ye dil kī kahānī
Both:
ai chāṇd mubārak ho tujhe rāt suhānī
Rafi:
ham ho na ho duniyā yūṇ hī ābād rahegī -2
Lata:
ye ṭhaṇḍī havā aur ye fizā yād rahegī -2
Both:
rah jāegī duniyā meṅ muhabbat kī niśhānī
Both:
ai chāṇd mubārak ho tujhe rāt suhānī