तारों भरी रात है पर तू नहीं
र: तारों भरी रात है पर तू नहीं -2
ये ज़िंदगी क्या है -2
तुम कहीं हम कहीं
तारों भरी रात है पर तू नहीं
सु: ( मन का पंछी बोल उठा है
बोल बलम तेरे दिल में क्या है बोल बलम ) -2
र: मेरे दिल की बात न पूछो -2
हाय कहीं लगता नहीं
सु: तुम कहीं हम कहीं
तारों भरी रात है पर तू नहीं
र: ( थोड़ी-थोड़ी देर में जी भर-भर आये है
सु: अपनी लगी के सब जग गुन गाये है ) -2
मेरे दिल की बात तो पूछो -2
र: हाय कहीं लगता नहीं
सु: तुम कहीं हम कहीं
दो: तारों भरी रात है पर तू नहीं
ये ज़िंदगी क्या है -2
तुम कहीं हम कहीं
तारों भरी रात है पर तू नहीं
ra: tāroṅ bharī rāt hai par tū nahīṅ -2
ye ziṅdgī kyā hai -2
tum kahīṅ ham kahīṅ
tāroṅ bharī rāt hai par tū nahīṅ
su: ( man kā paṅchhī bol uṭhā hai
bol balam tere dil meṅ kyā hai bol balam ) -2
ra: mere dil kī bāt na pūchho -2
hāy kahīṅ lagtā nahīṅ
su: tum kahīṅ ham kahīṅ
tāroṅ bharī rāt hai par tū nahīṅ
ra: ( thoṛī-thoṛī der meṅ jī bhar-bhar āye hai
su: apnī lagī ke sab jag gun gāye hai ) -2
mere dil kī bāt to pūchho -2
ra: hāy kahīṅ lagtā nahīṅ
su: tum kahīṅ ham kahīṅ
do: tāroṅ bharī rāt hai par tū nahīṅ
ye ziṅdgī kyā hai -2
tum kahīṅ ham kahīṅ
tāroṅ bharī rāt hai par tū nahīṅ