तारा टूटे दुनिया देखे देखा न किसीने दिल टूट गया
तारा टूटे दुनिया देखे
देखा ना किसीने दिल टूट गया
देखा ना किसीने दिल टूट गया …
जितने भी तारे टूटें
होगा ना कभी अँधियारा
आसमान पर बहुत हैं तारे
दिल था एक हमारा, दिल था एक हमारा
टूट ना जाये क्यों दिल उसका
साथी जिसका छूट गया
देखा ना किसीने दिल टूट गया …
चाँद को अपना दाव है प्यारा
छुपी है कोई कहानी
मैं भी छुपाया हूँ सीने मैं
किसीकी एक निशानी, किसीकी एक निशानी
कैसे मनाऊं आँसू अपनी
बाग ही मुझसे रूठ गया
देखा ना किसीने दिल टूट गय …
tārā ṭūṭe duniyā dekhe
dekhā nā kisīne dil ṭūṭ gayā
dekhā nā kisīne dil ṭūṭ gayā …
jitne bhī tāre ṭūṭeṅ
hogā nā kabhī aṇdhiyārā
āsmān par bahut haiṅ tāre
dil thā ek hamārā, dil thā ek hamārā
ṭūṭ nā jāye kyoṅ dil uskā
sāthī jiskā chhūṭ gayā
dekhā nā kisīne dil ṭūṭ gayā …
chāṇd ko apnā dāv hai pyārā
chhupī hai koī kahānī
maiṅ bhī chhupāyā hūṇ sīne maiṅ
kisīkī ek niśhānī, kisīkī ek niśhānī
kaise manāūṅ āṇsū apnī
bāg hī mujhse rūṭh gayā
dekhā nā kisīne dil ṭūṭ gay …