सुरमई शाम इस तरह आये
साँस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमाई शाम्…
(कोई आहट नहीं बदन की कहीं
फिर भी लगता हैं तू यहीं है कहीं) -2
वक़्त जाता सुनाई देता है
तेरा साया दिखाई देता है
जैसे खुशबू नज़र से छू जाये
साँस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमाई शाम …
दिन का जो भी पहर गुज़रता है
कोई अहसान सा उतरता है
वक़्त के पाँव देखता हूँ मैं
रोज़ ये छाँव देखता हूँ मैं
आये जैसे कोई खयाल आये
साँस लेते हैं जिस तरह साये
सुरमाई शाम …
surmaī śhām is tarah āye
sāṇs lete haiṅ jis tarah sāye
surmāī śhām…
(koī āhaṭ nahīṅ badan kī kahīṅ
phir bhī lagtā haiṅ tū yahīṅ hai kahīṅ) -2
vaqt jātā sunāī detā hai
terā sāyā dikhāī detā hai
jaise khuśhbū nazar se chhū jāye
sāṇs lete haiṅ jis tarah sāye
surmāī śhām …
din kā jo bhī pahar guzartā hai
koī ahsān sā utartā hai
vaqt ke pāṇv dekhtā hūṇ maiṅ
roz ye chhāṇv dekhtā hūṇ maiṅ
āye jaise koī khayāl āye
sāṇs lete haiṅ jis tarah sāye
surmāī śhām …