Sunte the naam ham jinkaa bahaar se

सुनते थे नाम हम जिनका बहार से
Work
Year
Language

सुनते थे नाम हम जिनका बहार से
देखा तो डोला जिया झूम झूम के

छुपते रहे जो मेरी नज़र से, दिल बोले मेरा तुम ही तो हो
आँखों से रंग मेरे दिलकी उमंग पे डाला तो डोला जिया झूम झूम के

ठुकरा चुके थे जिनकी मोहब्बत हम क्यों उन पे दीवाने हुये
तड़पाके प्यार ने जब हमको प्यार से छेड़ा तो डोला जिया झूम झूम के

पहले कही ये दिल ना झुका था, मैं क्या जानू अब क्या हो गया
जाओ ना आज कही तुम हमको छोड़के अपना तो डोला जिया झूम झूम के

sunte the nām ham jinkā bahār se
dekhā to ḍolā jiyā jhūm jhūm ke

chhupte rahe jo merī nazar se, dil bole merā tum hī to ho
āṇkhoṅ se raṅg mere dilkī umaṅg pe ḍālā to ḍolā jiyā jhūm jhūm ke

ṭhukrā chuke the jinkī mohabbat ham kyoṅ un pe dīvāne huye
taṛpāke pyār ne jab hamko pyār se chheṛā to ḍolā jiyā jhūm jhūm ke

pahle kahī ye dil nā jhukā thā, maiṅ kyā jānū ab kyā ho gayā
jāo nā āj kahī tum hamko chhoṛke apnā to ḍolā jiyā jhūm jhūm ke