Suno haal meree zindgee kaa mujhe pyaar milaa naa

सुनो हाल मेरी ज़िन्दगी का मुझे प्यार मिला ना
Work
Year
Language

सुनो हाल मेरी ज़िन्दगी का
मुझे प्यार मिला ना किसी का

बदनाम किया लोगों ने मुझे और नाम दिया तो आवारा
अपनों ने मुझे ठुकरा दिया फिर भी मैं नहीं हिम्मत हारा
मैने तो बढ़ाया हाथ सदा दुनिया की तरफ़ दोस्ती का
मुझे प्यार मिला ना …

ग़म को भी लगाया मैने गले और हँसता रहा मुश्किल में
समझा ना किसी ने अपना मुझे है दाग़ यही मेरे दिल में
शिकवा ना किया मैने तो कभी ऐ मालिक तेरी बेरुख़ी का
मुझे प्यार मिला ना …

suno hāl merī zindgī kā
mujhe pyār milā nā kisī kā

badnām kiyā logoṅ ne mujhe aur nām diyā to āvārā
apnoṅ ne mujhe ṭhukrā diyā phir bhī maiṅ nahīṅ himmat hārā
maine to baṛhāyā hāth sadā duniyā kī taraf dostī kā
mujhe pyār milā nā …

ġham ko bhī lagāyā maine gale aur hṇstā rahā muśhkil meṅ
samjhā nā kisī ne apnā mujhe hai dāġh yahī mere dil meṅ
śhikvā nā kiyā maine to kabhī ai mālik terī berukhī kā
mujhe pyār milā nā …