सुनिये तो ज़रा कहाँ रूठ के चले
सुनिये तो ज़रा कहाँ रूठ के चले
यूँ बात बढ़ाया नहीं करते
- हाँ मेम्साब
- जी मेम्साब
सुनिये तो ज़रा कहाँ रूठ के चले
यूँ बात बढ़ाया नहीं करते
जिस दिल में सनम तसवीर हो तेरी
उस को ठुकराया नहीं करते
- हाँ मेम्साब
- जी मेम्साब
छोड़ो गुस्सा सम्भालो ज़रा आँचल
देखो देखो उलझ गयी पायल
अजी हो के खफ़ा यूँ एक दम
उठ के जाया नहीं करते
सुनिये तो ज़रा …
जो ये टूटे तो कोई मुश्किल है
वो तो कहो कि दिल मेरा दिल है
अजी दर्पण को यूँ हर दम
ठेस लगाया नहीं करते
सुनिये तो ज़रा …
कहा आओ तो तुम लगे जाने
इस अदा के हमीं हैं दीवाने
अजी और को हम अपनी क़सम
यूँ बुलाया नहीं करते
सुनिये तो ज़रा …
suniye to zarā kahāṇ rūṭh ke chale
yūṇ bāt baṛhāyā nahīṅ karte
- hāṇ memsāb
- jī memsāb
suniye to zarā kahāṇ rūṭh ke chale
yūṇ bāt baṛhāyā nahīṅ karte
jis dil meṅ sanam tasvīr ho terī
us ko ṭhukrāyā nahīṅ karte
- hāṇ memsāb
- jī memsāb
chhoṛo gussā sambhālo zarā āṇchal
dekho dekho ulajh gayī pāyal
ajī ho ke khafā yūṇ ek dam
uṭh ke jāyā nahīṅ karte
suniye to zarā …
jo ye ṭūṭe to koī muśhkil hai
vo to kaho ki dil merā dil hai
ajī darpaṇ ko yūṇ har dam
ṭhes lagāyā nahīṅ karte
suniye to zarā …
kahā āo to tum lage jāne
is adā ke hamīṅ haiṅ dīvāne
ajī aur ko ham apnī qasam
yūṇ bulāyā nahīṅ karte
suniye to zarā …