सुन सखी मोरे मन की बात ... नदिया किनारे फिरूँ प्यासी
सुन सखी मोरे मन की बात
कोयल तरसे आस को और बन को तरसे मोर
मैं तरसूँ उस प्रीत को और छाई घटा घनघोर
नदिया किनारे फिरूँ प्यासी
हाय पी बिना जियरा तरस-तरस रह जाए
ऐसा भी आए कोई बादल
हमारे अँगना रिमझिम प्यार लुटाए
सजना मिलन के गाऊँ मैं तराने
रंग भरे लो आ गए ज़माने
खोई रहूँ मैं क्यों राम जाने
ढूँढ रही हूँ प्यार के ख़ज़ाने
कुछ भी न अपनी खबरिया
मैं ऐसी भोली दिन कब आए कब जाए
नदिया किनारे फिरूँ …
प्यासे हैं दोनों अँखियों के भौंरे
डालू किसी पर कजरा से डोरे
पंख पसारे चुप हैं निगोड़े
लूटेंगे दिल मधु के कटोरे
ढूँढे किसी को नजरिया
ये बैरी मौसम आग है लगाए
नदिया किनारे फिरूँ …
sun sakhī more man kī bāt
koyal tarse ās ko aur ban ko tarse mor
maiṅ tarsūṇ us prīt ko aur chhāī ghaṭā ghanghor
nadiyā kināre phirūṇ pyāsī
hāy pī binā jiyrā taras-taras rah jāe
aisā bhī āe koī bādal
hamāre aṇgnā rimjhim pyār luṭāe
sajnā milan ke gāūṇ maiṅ tarāne
raṅg bhare lo ā gae zamāne
khoī rahūṇ maiṅ kyoṅ rām jāne
ḍhūṇḍh rahī hūṇ pyār ke khazāne
kuchh bhī na apnī khabriyā
maiṅ aisī bholī din kab āe kab jāe
nadiyā kināre phirūṇ …
pyāse haiṅ donoṅ aṇkhiyoṅ ke bhauṅre
ḍālū kisī par kajrā se ḍore
paṅkh pasāre chup haiṅ nigoṛe
lūṭeṅge dil madhu ke kaṭore
ḍhūṇḍhe kisī ko najriyā
ye bairī mausam āg hai lagāe
nadiyā kināre phirūṇ …