Sun ree sakhee mohe sajnaa bulaaye

सुन री सखी मोहे सजना बुलाये
Work
Year
Language

सुन री सखी मोहे सजना बुलाये,
मोहे जाना है पी की नगरिया
ओऽ मोहे जाना है पी की नगरिया

चुन चुन बगिया से लाओ री चमेलिया
कलियों से मेरी सजाओ री डोलिया
कजरा लगाओ
माथे बिंदिया सजाओ
मोहे रंग दो गुलाबी चुनरिया
ओऽ मोहे जाना है पी की नगरिया
सुन री सखी …

बंसी की धुन पे बुलाये मोरा छलिया
लाओ री कहाँ है निगोड़ी पायलिया
मांग भरो
मत देर करो
कहीं रूठ न जाये साँवरिया
ओऽ मोहे जाना है पी की नगरिया
सुन री सखी …

sun rī sakhī mohe sajnā bulāye,
mohe jānā hai pī kī nagriyā
o' mohe jānā hai pī kī nagriyā

chun chun bagiyā se lāo rī chameliyā
kaliyoṅ se merī sajāo rī ḍoliyā
kajrā lagāo
māthe biṅdiyā sajāo
mohe raṅg do gulābī chunriyā
o' mohe jānā hai pī kī nagriyā
sun rī sakhī …

baṅsī kī dhun pe bulāye morā chhaliyā
lāo rī kahāṇ hai nigoṛī pāyliyā
māṅg bharo
mat der karo
kahīṅ rūṭh na jāye sāṇvriyā
o' mohe jānā hai pī kī nagriyā
sun rī sakhī …