सुन रे सजन सुन ... मेरा नरम करेजवा डोल गया
सुन रे सजन सुन सुन मन की बतिया रे
नैनों को भाय गइली तोरी सुरतिया
मेरा नरम करेजवा डोल गया
कोई प्यार की बोली बोल गया
मेरा नरम करेजवा डोल गया
छुप-छुप के कोई आता है
और प्रेम की बंसी बजाता है -2
( नस-नस में अमरित घोल गया
मेरा नरम करेजवा डोल गया ) -2
तन-मन की सुध-बुध खो बैठी
मैं आज किसी की हो बैठी -2
( कोई नैनन से दिल तोल ?? गया
मेरा नरम करेजवा डोल गया ) -2
मोहे अँखियों ने बदनाम किया -2
मेरी प्रीत का चर्चा आम किया -3
( कोई लाज का घूँघट खोल गया
मेरा नरम करेजवा डोल गया ) -2
कोई प्यार की बोली बोल गया
मेरा नरम करेजवा डोल गया
sun re sajan sun sun man kī batiyā re
nainoṅ ko bhāy gailī torī surtiyā
merā naram karejvā ḍol gayā
koī pyār kī bolī bol gayā
merā naram karejvā ḍol gayā
chhup-chhup ke koī ātā hai
aur prem kī baṅsī bajātā hai -2
( nas-nas meṅ amrit ghol gayā
merā naram karejvā ḍol gayā ) -2
tan-man kī sudh-budh kho baiṭhī
maiṅ āj kisī kī ho baiṭhī -2
( koī nainan se dil tol ?? gayā
merā naram karejvā ḍol gayā ) -2
mohe aṇkhiyoṅ ne badnām kiyā -2
merī prīt kā charchā ām kiyā -3
( koī lāj kā ghūṇghaṭ khol gayā
merā naram karejvā ḍol gayā ) -2
koī pyār kī bolī bol gayā
merā naram karejvā ḍol gayā