Sun rasiyaa kaahe ko jalaae jiyaa aajaa

सुन रसिया काहे को जलाए जिया आजा
Work
Year
Language

सुन रसिया -2
काहे को जलाए जिया आजा

( लिख लिख हारी बलम तोहे पतियाँ
तुम बिन कैसे बिताऊँ कारी रतियाँ ) -2
सुन रसिया काहे को जलाए …

( कब होगा पूरा सजन मेरा सपना
पिया तुम आ के कहोगे मुझे अपना ) -2
सुन रसिया काहे को जलाए …

sun rasiyā -2
kāhe ko jalāe jiyā ājā

( likh likh hārī balam tohe patiyāṇ
tum bin kaise bitāūṇ kārī ratiyāṇ ) -2
sun rasiyā kāhe ko jalāe …

( kab hogā pūrā sajan merā sapnā
piyā tum ā ke kahoge mujhe apnā ) -2
sun rasiyā kāhe ko jalāe …