अपने करम की कर अदायें
यारा…यारा…यारा….
मुझको इरादे दे, कस्मे दे, वादे दे
मेरी दुवाओं के इशारों को सहारे दे
दिलको ठिकाने दे नये बहाने दे
ख़्वाबों की बारिशों को मौसम के पैमाने दे
अपने करम की कर अदायें
कर दे इधर भी तू निगाहें
सुन रहा है ना तू रो रहा हूँ मैं
सुन रहा है ना तू क्यों रो रहा हूँ मैं
मंजिलें रुसवा हैं, खोया है रास्ता
आये ले जाये, इतनी सी इल्तज़ा
ये मेरी ज़मानत है, तू मेरी अमानत है
अपने करम ...
वक़्त भी ठहरा है, कैसे क्यों ये हुआ
काश तू ऐसे आये, जैसे कोई दुआँ
तू रूह की राहत है, तू मेरी इबादत है
अपने करम ...
सुन रहा है ना तू क्यों रो रहा हूँ मैं
Work
Year
Language
apne karam kī kar adāyeṅ
yārā…yārā…yārā….
mujhko irāde de, kasme de, vāde de
merī duvāoṅ ke iśhāroṅ ko sahāre de
dilko ṭhikāne de naye bahāne de
khvāboṅ kī bāriśhoṅ ko mausam ke paimāne de
apne karam kī kar adāyeṅ
kar de idhar bhī tū nigāheṅ
sun rahā hai nā tū ro rahā hūṇ maiṅ
sun rahā hai nā tū kyoṅ ro rahā hūṇ maiṅ
maṅjileṅ rusvā haiṅ, khoyā hai rāstā
āye le jāye, itnī sī iltazā
ye merī zamānat hai, tū merī amānat hai
apne karam ...
vaqt bhī ṭhahrā hai, kaise kyoṅ ye huā
kāśh tū aise āye, jaise koī duāṇ
tū rūh kī rāhat hai, tū merī ibādat hai
apne karam ...