सुइत बूत वाले बाबू दिल पे नहीं मेरा क़ाबू
अ: हे suit boot वाले बाबू
दिल पे नहीं मेरा क़ाबू
लड़की गली की देखो बन गई मेम
भूल गई मैं address और name
suit boot वाले बाबू …
मुझको सम्भालो गिर ना जाऊँ
बहके क़दम मैं तो बल खाऊँ
लड़की गली की देखो …
शीरी हीर न मैं लैला देख न मुझको यूँ छैला
मैं पटाखा मैं हूँ गोली न समझ तू मुझको भोली
ऐसे झाँक न गोरे अंग में शोला है छुपा है मेरे रंग में
हुस्न मेरा है सारे शहर में fame
भूल गई मैं address …
कोईइ जाने न मैं हूँ क्या आ दिखा दूँ तुझको जलवा
क्यूँ मचा है ये हंगामा जाने है ये कैसा drama
कैसे लोग हैं कैसा ढंग है देख के इन्हें दिल तो दंग है
इनमें हया न इनमें shame
भूल गई मैं address …
ऐ बाबू देना
क्या ख़ूबसूरत है तू रब तुझको hero बनाए
सलमान आमिर से ज़्यादा तू पैसा कमाए
pocket से नोट निकाल यूँ दे न यार गिन के
देखी film न कोई मैने तो चार दिन से
उसने दिया है तुझे थोड़ा तू दे दे मुझे
ऐ hero देना
a: he suit boot vāle bābū
dil pe nahīṅ merā qābū
laṛkī galī kī dekho ban gaī mem
bhūl gaī maiṅ address aur name
suit boot vāle bābū …
mujhko sambhālo gir nā jāūṇ
bahke qadam maiṅ to bal khāūṇ
laṛkī galī kī dekho …
śhīrī hīr na maiṅ lailā dekh na mujhko yūṇ chhailā
maiṅ paṭākhā maiṅ hūṇ golī na samajh tū mujhko bholī
aise jhāṇk na gore aṅg meṅ śholā hai chhupā hai mere raṅg meṅ
husn merā hai sāre śhahar meṅ fame
bhūl gaī maiṅ address …
koīi jāne na maiṅ hūṇ kyā ā dikhā dūṇ tujhko jalvā
kyūṇ machā hai ye haṅgāmā jāne hai ye kaisā drama
kaise log haiṅ kaisā ḍhaṅg hai dekh ke inheṅ dil to daṅg hai
inmeṅ hayā na inmeṅ shame
bhūl gaī maiṅ address …
ai bābū denā
kyā khūbsūrat hai tū rab tujhko hero banāe
salmān āmir se zyādā tū paisā kamāe
pocket se noṭ nikāl yūṇ de na yār gin ke
dekhī film na koī maine to chār din se
usne diyā hai tujhe thoṛā tū de de mujhe
ai hero denā