सुहानी रात ढ़ल चुकी, ना जाने तुम कब आओगे
सुहानी रात ढल चुकी, ना जाने तुम कब आओगे
जहाँ की रुत बदल चुकी, ना जाने तुम कब आओगे
नजारें अपनी मस्तियाँ, दिखा दिखा के सो गये
सितारें अपनी रोशनी, लूटा लूटा के सो गये
हर एक शम्मा जल चुकी, ना जाने तुम कब आओगे
तड़प रहे हैं हम यहाँ, तुम्हारे इंतजार में
खिज़ा का रंग आ चला है मौसम-ए-बहार में
हवा भी रुख बदल चुकी, ना जाने तुम कब आओगे
suhānī rāt ḍhal chukī, nā jāne tum kab āoge
jahāṇ kī rut badal chukī, nā jāne tum kab āoge
najāreṅ apnī mastiyāṇ, dikhā dikhā ke so gaye
sitāreṅ apnī rośhnī, lūṭā lūṭā ke so gaye
har ek śhammā jal chukī, nā jāne tum kab āoge
taṛap rahe haiṅ ham yahāṇ, tumhāre iṅtjār meṅ
khizā kā raṅg ā chalā hai mausam-e-bahār meṅ
havā bhī rukh badal chukī, nā jāne tum kab āoge