Suhaag kee raat aaee sajnee

सुहाग की रात आई सजनी
Work
Year
Language

सुहाग की रात आई सजनी काहे भरे तोरे नैना -2
सुहाग की रात

आँगन में तोरा चाँद हँसत है -2
पवन रचत मधु बैन सजनी -2
काहे भरे तोरे नैना
सुहाग की रात आई सजनी काहे भरे तोरे नैना
सुहाग की रात

फागुन में चित होत उदासी वाही के सुन बैना -2
सोही कारन भई उदासी धर ना रै मोरे नैना
हाँ सोही कारन भई उदासी धर ना रै मोरे नैना
सजनी धर ना रै मोरे नैना
सुहाग की रात आई सजनी काहे भरे तोरे नैना
सुहाग की रात

साजन तोहे आन पुकारे काहे घूँघट काढ़े -2
अँखियन में सखी काजर फेरो -2
आन बसो मोरे नैन
सुहाग की रात आई सजनी काहे भरे तोरे नैना
सुहाग की रात्

suhāg kī rāt āī sajnī kāhe bhare tore nainā -2
suhāg kī rāt

āṇgan meṅ torā chāṇd hṇsat hai -2
pavan rachat madhu bain sajnī -2
kāhe bhare tore nainā
suhāg kī rāt āī sajnī kāhe bhare tore nainā
suhāg kī rāt

phāgun meṅ chit hot udāsī vāhī ke sun bainā -2
sohī kāran bhaī udāsī dhar nā rai more nainā
hāṇ sohī kāran bhaī udāsī dhar nā rai more nainā
sajnī dhar nā rai more nainā
suhāg kī rāt āī sajnī kāhe bhare tore nainā
suhāg kī rāt

sājan tohe ān pukāre kāhe ghūṇghaṭ kāṛhe -2
aṇkhiyan meṅ sakhī kājar phero -2
ān baso more nain
suhāg kī rāt āī sajnī kāhe bhare tore nainā
suhāg kī rāt