सूरज से जो किरण का नाता सागर से जो लहरों का
मु: सूरज से जो किरण का नाता सागर से जो लहरों का
वही है तेरा-मेरा रिश्ता तू जाने या ना जाने
ल: फूल में जैसे बसी हो ख़ुश्बू तू है बसा मेरे मन में
प्यार तेरा है जीवन मेरा तू माने या ना माने
मु: सूरज से जो किरण …
पहली बार तुझे देखा तो हम ऐसे सुध-बुध भूले
ल: हो जैसे सावन की पहली पुरवाई धरती को छू ले
धरती से जो नीलगगन का सावन से जो पुरवाई का
मु: सूरज से जो किरण …
ल: दो दिन की देखा-देखी में युग-युग के मन-मीत मिले
मु: तुम बोले दो बोल से मुझको जनम-जनम के गीत मिले
तार से जो झंकार का नाता गीतों से जो सरगम का
ल: सूरज से जो किरण …
मु: वही है तेरा-मेरा …
दो: सूरज से जो किरण …
mu: sūraj se jo kiraṇ kā nātā sāgar se jo lahroṅ kā
vahī hai terā-merā riśhtā tū jāne yā nā jāne
la: phūl meṅ jaise basī ho khuśhbū tū hai basā mere man meṅ
pyār terā hai jīvan merā tū māne yā nā māne
mu: sūraj se jo kiraṇ …
pahlī bār tujhe dekhā to ham aise sudh-budh bhūle
la: ho jaise sāvan kī pahlī purvāī dhartī ko chhū le
dhartī se jo nīlgagan kā sāvan se jo purvāī kā
mu: sūraj se jo kiraṇ …
la: do din kī dekhā-dekhī meṅ yug-yug ke man-mīt mile
mu: tum bole do bol se mujhko janam-janam ke gīt mile
tār se jo jhaṅkār kā nātā gītoṅ se jo sargam kā
la: sūraj se jo kiraṇ …
mu: vahī hai terā-merā …
do: sūraj se jo kiraṇ …