Soee hai kahaan jaa kar taqdeer mohabbat kee

सोई है कहाँ जा कर तक़दीर मोहब्बत की
Work
Year
Language

( सोई है कहाँ जा कर तक़दीर मोहब्बत की
अब मौत ही बातें तदबीर मोहब्बत की ) -2
सोई है कहाँ जा कर

मन्ज़िल है वही अपनी मिल जावो जहाँ हमको
मालूम नहीं लेकिन मन्ज़िल का निशाँ हमको
मन्ज़िल का निशाँ हमको
(?) के लिये फिरती है ज़न्जीर मोहब्बत की

अब मौत ही बातें तदबीर मोहब्बत की
सोई है कहाँ जा कर

उनको तू तेरे दुख की परवाह नहींकोई
मरने के सिवा ऐ दिल अब राह नहीं कोई
अब राह नहीं कोई
मिटती है तो मिटने दे तसवीर मोहब्बत की

अब मौत ही बातें तदबीर मोहब्बत की
सोई है कहाँ जा कर्

( soī hai kahāṇ jā kar taqdīr mohabbat kī
ab maut hī bāteṅ tadbīr mohabbat kī ) -2
soī hai kahāṇ jā kar

manzil hai vahī apnī mil jāvo jahāṇ hamko
mālūm nahīṅ lekin manzil kā niśhāṇ hamko
manzil kā niśhāṇ hamko
(?) ke liye phirtī hai zanjīr mohabbat kī

ab maut hī bāteṅ tadbīr mohabbat kī
soī hai kahāṇ jā kar

unko tū tere dukh kī parvāh nahīṅkoī
marne ke sivā ai dil ab rāh nahīṅ koī
ab rāh nahīṅ koī
miṭtī hai to miṭne de tasvīr mohabbat kī

ab maut hī bāteṅ tadbīr mohabbat kī
soī hai kahāṇ jā kar