सोचने को लाख बातें सोचे इन्सान्
सोचने को लाख बातें सोचे इन्सान
होगी वही पूरी जिसे चाहे भगवान
सोचने को लाख …
होनी के हाथ में तू एक खिलौना है
उसने जो सोच लिया बस वही होना है
तुझको गिराए वही और उठाए वही
बेबस तू है नादान
सोचने को लाख …
जो कुछ भी है सब उसका तमाशा है
आशा कहीं पे तो कहीं पे निराशा है
रखे अधूरे कभी कर दे पूरे कभी
जिसके वो चाहे अरमान
सोचने को लाख …
sochne ko lākh bāteṅ soche insān
hogī vahī pūrī jise chāhe bhagvān
sochne ko lākh …
honī ke hāth meṅ tū ek khilaunā hai
usne jo soch liyā bas vahī honā hai
tujhko girāe vahī aur uṭhāe vahī
bebas tū hai nādān
sochne ko lākh …
jo kuchh bhī hai sab uskā tamāśhā hai
āśhā kahīṅ pe to kahīṅ pe nirāśhā hai
rakhe adhūre kabhī kar de pūre kabhī
jiske vo chāhe armān
sochne ko lākh …