सोचा था क्या क्या हो गया
सोचा था क्या क्या हो गया
अपना जिसे समझे थे हम
अफ़सोस वो अपना ना था
सोचा था क्या …
गैरों कि इनमें क्या खता
करते हैं अपनों से गिला
क्या हो गया, क्या हो गया
सोचा था क्या …
ऐ दिल ना रो, हैरान ना हो
होना था जो वो हो गया
रोने से अब क्या फ़ायदा
क्या हो गया, क्या हो गया
सोचा था क्या …
जो कुछ भी देखा ख्वाब था
इस ख्वाब को अब भूल जा
भूल जा
क्या हो गया, क्या हो गया
सोचा था क्या …
sochā thā kyā kyā ho gayā
apnā jise samjhe the ham
afsos vo apnā nā thā
sochā thā kyā …
gairoṅ ki inmeṅ kyā khatā
karte haiṅ apnoṅ se gilā
kyā ho gayā, kyā ho gayā
sochā thā kyā …
ai dil nā ro, hairān nā ho
honā thā jo vo ho gayā
rone se ab kyā fāydā
kyā ho gayā, kyā ho gayā
sochā thā kyā …
jo kuchh bhī dekhā khvāb thā
is khvāb ko ab bhūl jā
bhūl jā
kyā ho gayā, kyā ho gayā
sochā thā kyā …