So jaa re so jaa, mere akhiyon ke taare

सो जा रे सो जा, मेरे अखियों के तारे
Year
Language

सो जा रे सो जा
सो जा रे सो जा मेरी अखियों के तारे
मेरे राज-दुलारे, राज-दुलारेऽ
ओ तोहे सपनों की नगरी से निन्दिया पुकारे
सो जा रे सो जा

परियों के बालक तारों के भेस में
तुझको बुलाने आये चन्दा के देस में
चन्दा के देस में सपनों का राज है
मेरे मुन्ने के लिये फूलों का ताज है
राज-दुलारेऽ
ओ तोहे सपनों की नगरी से निन्दिया पुकारे
सो जा रे सो जा

रेशम की डोरी होवे चाँदी का पलना
प्यार हिंडोले सदा झूले मोरे ललना
जीवन के फूल खिले, ठण्डी हवाओं में
फूले फले मेरी आँचल की चाँव में
राज-दुलारेऽ
ओ तोहे सपनों की नगरी से निन्दिया पुकारे
सो जा रे सो जा

so jā re so jā
so jā re so jā merī akhiyoṅ ke tāre
mere rāj-dulāre, rāj-dulāre'
o tohe sapnoṅ kī nagrī se nindiyā pukāre
so jā re so jā

pariyoṅ ke bālak tāroṅ ke bhes meṅ
tujhko bulāne āye chandā ke des meṅ
chandā ke des meṅ sapnoṅ kā rāj hai
mere munne ke liye phūloṅ kā tāj hai
rāj-dulāre'
o tohe sapnoṅ kī nagrī se nindiyā pukāre
so jā re so jā

reśham kī ḍorī hove chāṇdī kā palnā
pyār hiṅḍole sadā jhūle more lalnā
jīvan ke phūl khile, ṭhaṇḍī havāoṅ meṅ
phūle phale merī āṇchal kī chāṇv meṅ
rāj-dulāre'
o tohe sapnoṅ kī nagrī se nindiyā pukāre
so jā re so jā