सो जा रे सो जा बेटे ग़रीब के
सो जा रे सो जा, बेटे ग़रीब के
दुनिया के सुख नहीं तेरे नसीब के
हो सो जा रे सो जा, बेटे ग़रीब के
दुनिया के सुख नहीं तेरे नसीब के
हो ओ ओ ओ
रात ग़रीबों की होती है नींद ख़ुशी की सोना -2
कल का सूरज ले आयेगा फिर से रोना-धोना रे
सोजा रे सोजा
कल का सूरज ले आयेगा फिर से रोना-धोना रे
सो जा रे सो जा, बेटे ग़रीब के
दुनिया के सुख नहीं तेरे नसीब के
हो ओ ओ ओ
भूख तेरे बचपन की साथी, आँसू तेरे खिलौने -2
तू निरधन का लाल है तेरे काँटों भरे बिचौने रे
सो जा रे सो जा
तू निरधन का लाल है तेरे काँटों भरे बिचौने रे
सो जा रे सो जा, बेटे ग़रीब के
दुनिया के सुख नहीं तेरे नसीब के
हो ओ ओ ओ
so jā re so jā, beṭe ġharīb ke
duniyā ke sukh nahīṅ tere nasīb ke
ho so jā re so jā, beṭe ġharīb ke
duniyā ke sukh nahīṅ tere nasīb ke
ho o o o
rāt ġharīboṅ kī hotī hai nīṅd khuśhī kī sonā -2
kal kā sūraj le āyegā phir se ronā-dhonā re
sojā re sojā
kal kā sūraj le āyegā phir se ronā-dhonā re
so jā re so jā, beṭe ġharīb ke
duniyā ke sukh nahīṅ tere nasīb ke
ho o o o
bhūkh tere bachapan kī sāthī, āṇsū tere khilaune -2
tū nirdhan kā lāl hai tere kāṇṭoṅ bhare bichaune re
so jā re so jā
tū nirdhan kā lāl hai tere kāṇṭoṅ bhare bichaune re
so jā re so jā, beṭe ġharīb ke
duniyā ke sukh nahīṅ tere nasīb ke
ho o o o