So jaa re, so jaa

सो जा रे, सो जा
Work
Year
Language

सो जा रे, सो जा, मेरे राजदुलारे सो जा
तारें भी सो गये, धरती के सितारे सो जा

आई सपनों की परी तुझको बुलाने के लिए
लाई चंदा का हिंडोला वो सुलाने के लिए
आसमानों से करे नींद इशारे सो जा

गोद में लेंगी तुझे रूप नगर की राहें
आँख खुलते ही मिलेंगी तुझे माँ की बाहें
मेरी आँखों के मेरे दिल के सहारे सो जा

so jā re, so jā, mere rājdulāre so jā
tāreṅ bhī so gaye, dhartī ke sitāre so jā

āī sapnoṅ kī parī tujhko bulāne ke lie
lāī chaṅdā kā hiṅḍolā vo sulāne ke lie
āsmānoṅ se kare nīṅd iśhāre so jā

god meṅ leṅgī tujhe rūp nagar kī rāheṅ
āṇkh khulte hī mileṅgī tujhe māṇ kī bāheṅ
merī āṇkhoṅ ke mere dil ke sahāre so jā