सो जा दुखियारे दुखिया के प्यारे
(सो जा दुखियारे, दुखिया के प्यारे
दुख तेरा कोई जाने ना)-2
छुप हो जा रे, अब ना रुलारे
तू ही है, इस दुखिया का धन
तू ही है, मेरे सुख का चमन
नैनों की ज्योती, ममता का मोती
मैय्या का दिल ना दुखारे
छुप हो जा रे, अब ना रुलारे
सो जा दुखियारे, दुखिया के प्यारे
जीवन में आया तूफ़ान -2
रूठ गया हमसे भगवान
क़िस्मत ने खेला, चाया अन्धेरा
जीये हम किस के सहारे
सो जा दुखियारे, दुखिया के प्यारे
दुख तेरा कोई जाने ना
छुप हो जा रे, अब ना रुलारे -2
(so jā dukhiyāre, dukhiyā ke pyāre
dukh terā koī jāne nā)-2
chhup ho jā re, ab nā rulāre
tū hī hai, is dukhiyā kā dhan
tū hī hai, mere sukh kā chaman
nainoṅ kī jyotī, mamtā kā motī
maiyyā kā dil nā dukhāre
chhup ho jā re, ab nā rulāre
so jā dukhiyāre, dukhiyā ke pyāre
jīvan meṅ āyā tūfān -2
rūṭh gayā hamse bhagvān
qismat ne khelā, chāyā andherā
jīye ham kis ke sahāre
so jā dukhiyāre, dukhiyā ke pyāre
dukh terā koī jāne nā
chhup ho jā re, ab nā rulāre -2