So gayaa saaraa zamaanaa

सो गया सारा ज़माना
Work
Year
Language

सो गया सारा ज़माना नींद क्‌यों आती नहीं
ऐ हवा जाकर उसे तू साथ क्‌यों लाती नहीं

चाँद पहले भी निकलता था मगर ऐसा न था
आज ऐसी बात क्‌यों है ये समझ आती नहीं

चाँदनी कुछ चाँद से कह कर ज़मीं पे आ गई
जाने क्‌या देखा यहाँ अन लौट कर जाती नहीं

so gayā sārā zamānā nīṅd k‌yoṅ ātī nahīṅ
ai havā jākar use tū sāth k‌yoṅ lātī nahīṅ

chāṇd pahle bhī nikaltā thā magar aisā na thā
āj aisī bāt k‌yoṅ hai ye samajh ātī nahīṅ

chāṇdnī kuchh chāṇd se kah kar zamīṅ pe ā gaī
jāne k‌yā dekhā yahāṇ an lauṭ kar jātī nahīṅ