सितारों चाँद से कह दो बस इतनी बात धीरे से
सितारों चाँद से कह दो बस इतनी बात धीरे से
मिलन की रात है गुज़रे मिलन की रात धीरे से
सितारों चाँद से …
अरी बदली छुपा ले दो घड़ी चंदा को दामन में
चंदा को दामन में
पिया से आज कहनी है मुझे एक बात धीरे से
मिलन की रात है …
अभी दिल ही में दिल कि बात थी पर जान ली तुमने
पर जान ली तुमने
घटा छाने से पहले हो गयी बर्सात धीरे से
मिलन की रात है …
sitāroṅ chāṇd se kah do bas itnī bāt dhīre se
milan kī rāt hai guzre milan kī rāt dhīre se
sitāroṅ chāṇd se …
arī badlī chhupā le do ghaṛī chaṅdā ko dāman meṅ
chaṅdā ko dāman meṅ
piyā se āj kahnī hai mujhe ek bāt dhīre se
milan kī rāt hai …
abhī dil hī meṅ dil ki bāt thī par jān lī tumne
par jān lī tumne
ghaṭā chhāne se pahle ho gayī barsāt dhīre se
milan kī rāt hai …