सिर्फ़ खिलाड़ी बदल गया बाकी खेल पुराना है
सिर्फ़ खिलाड़ी बदल गया बाकी खेल पुराना है
आज तुम्हारे ज़ुल्म-ओ-सितम का हमको कर्ज़ चुकाना है
सिर्फ़ खिलाड़ी बदल गया …
कैसी दुनिया कैसी उल्फ़त कैसी रिश्तेदारी
खाक़ में आज मिला देंगे झूठी शान तुम्हारी
इसका लगता नशा न होगा मुंह के बल गिर जाओगे
मौत की जान ले के हटेगी आज जान तुम्हारी
सारी बाज़ी उलट गई है आज तुम्हें हराना है
इस कोड़े की ताल पे देखो तुमको खूब नचाना है
सिर्फ़ खिलाड़ी बदल गया …
जो भी दिया है कर्ज़ा तुमने कर्ज़ अदा हम करते हैं
सामने तुम हो सामने हम हैं फिर न समझना डरते हैं
stick से मार भगाएं ऐसा ज़माना आ ही गया
आज तुम्हारी हालत पे हम झूम झूम के हँसते हैं
कल तक तुमने हमें रुलाया आज तुम्हें रुलाना है
वह ही घर है वो ही मन्दिर देखो वही ठिकाना है
आज तुम्हारे ज़ुल्म-ओ-सितम …
sirf khilāṛī badal gayā bākī khel purānā hai
āj tumhāre zulm-o-sitam kā hamko karz chukānā hai
sirf khilāṛī badal gayā …
kaisī duniyā kaisī ulfat kaisī riśhtedārī
khāq meṅ āj milā deṅge jhūṭhī śhān tumhārī
iskā lagtā naśhā na hogā muṅh ke bal gir jāoge
maut kī jān le ke haṭegī āj jān tumhārī
sārī bāzī ulaṭ gaī hai āj tumheṅ harānā hai
is koṛe kī tāl pe dekho tumko khūb nachānā hai
sirf khilāṛī badal gayā …
jo bhī diyā hai karzā tumne karz adā ham karte haiṅ
sāmne tum ho sāmne ham haiṅ phir na samajhnā ḍarte haiṅ
stick se mār bhagāeṅ aisā zamānā ā hī gayā
āj tumhārī hālat pe ham jhūm jhūm ke hṇste haiṅ
kal tak tumne hameṅ rulāyā āj tumheṅ rulānā hai
vah hī ghar hai vo hī mandir dekho vahī ṭhikānā hai
āj tumhāre zulm-o-sitam …