Simtee see, sharmaaee see, kis duniyaa se tum aayee ho

सिमटी सी, शरमाई सी, किस दुनिया से तुम आयी हो
Work
Year
Language

सिमटी सी, शरमाई सी, किस दुनिया से तुम आई हो
कैसे जहां में समायेगा, इतना हुस्न जो लाई हो

हीरा नजर, चांदी बदन, रेशम हसीं, मुखड़ा चमन
कंगाल हैं सारे हसीन, बस एक तुम ही रखती हो धन
लूटने का डर है घबरायी हो

जब तक तुम्हे देखा नहीं, ये दिल कभी धड़का नहीं
आये गये कितने सनम, मैने मगर पूजा नहीं
तुम दिल की पहली अंगड़ाई हो

आँखे मिली, वादा हुआ, कुछ कह दिया, कुछ सुन लिया
ठहरे कहाँ बेताब दिल, कैसे मिले अपना पता
ज़ुल्फों की बदली जब छाई हो

simṭī sī, śharmāī sī, kis duniyā se tum āī ho
kaise jahāṅ meṅ samāyegā, itnā husn jo lāī ho

hīrā najar, chāṅdī badan, reśham hasīṅ, mukhaṛā chaman
kaṅgāl haiṅ sāre hasīn, bas ek tum hī rakhtī ho dhan
lūṭne kā ḍar hai ghabrāyī ho

jab tak tumhe dekhā nahīṅ, ye dil kabhī dhaṛkā nahīṅ
āye gaye kitne sanam, maine magar pūjā nahīṅ
tum dil kī pahlī aṅgaṛāī ho

āṇkhe milī, vādā huā, kuchh kah diyā, kuchh sun liyā
ṭhahre kahāṇ betāb dil, kaise mile apnā patā
zulphoṅ kī badlī jab chhāī ho