सिमटी सी शरमाई सी, किस दुनिया से तुम आई हो
सिमटी सी शरमाई सी, किस दुनिया से तुम आई हो
कैसे जहाँ में समायेगा, इतना हुस्न जो लाई हो
सिमटी सी…
जब तक तुम्हे देखा नहीं, ये दिल कभी धडका नहीं
आये गये कितने सनम मैंने मगर पूजा नहीं
तुम दिल की पहली अंगड़ाई हो - (2)
सिमटी सी…
आँखें मिली वादा हुआ, कुछ कह दिया, कुछ सुन लिया
ठहरे कहाँ बेताब दिल, कैसे मिले अपना पता
ज़ुल्फ़ों की बदली जब छाई हो - (2)
सिमटी सी…
simṭī sī śharmāī sī, kis duniyā se tum āī ho
kaise jahāṇ meṅ samāyegā, itnā husn jo lāī ho
simṭī sī…
jab tak tumhe dekhā nahīṅ, ye dil kabhī dhaḍkā nahīṅ
āye gaye kitne sanam maiṅne magar pūjā nahīṅ
tum dil kī pahlī aṅgaṛāī ho - (2)
simṭī sī…
āṇkheṅ milī vādā huā, kuchh kah diyā, kuchh sun liyā
ṭhahre kahāṇ betāb dil, kaise mile apnā patā
zulfoṅ kī badlī jab chhāī ho - (2)
simṭī sī…