सिमटी हुई ये घड़ियाँ, फिर से ना बिखर जाये
सिमटी हुई ये घड़ियाँ, फिर से ना बिखर जाये
इस रात में जी ले हम, इस रात में मर जाये
अब सुबह ना आ पाये, आओ ये दुवा मांगे
इस रात के हर पल से, रातें ही उभर जाये
दुनिया की निगाहे अब, हम तक ना पहुँच पाये
तारों में बसे चलकर, धरती में उतर जाये
हालात के तीरों से, छलनी हैं बदन अपने
पास आओ के सीनों के कुछ ज़ख्म तो भर जाये
आगे भी अंधेरा है, पीछे भी अंधेरा है
अपनी हैं वही साँसे, जो साथ गुजर जाये
simṭī huī ye ghaṛiyāṇ, phir se nā bikhar jāye
is rāt meṅ jī le ham, is rāt meṅ mar jāye
ab subah nā ā pāye, āo ye duvā māṅge
is rāt ke har pal se, rāteṅ hī ubhar jāye
duniyā kī nigāhe ab, ham tak nā pahuṇch pāye
tāroṅ meṅ base chalkar, dhartī meṅ utar jāye
hālāt ke tīroṅ se, chhalnī haiṅ badan apne
pās āo ke sīnoṅ ke kuchh zakhm to bhar jāye
āge bhī aṅdherā hai, pīchhe bhī aṅdherā hai
apnī haiṅ vahī sāṇse, jo sāth gujar jāye