Simtee huee ye ghariyaan phir se na bikhar jaayen

सिमटी हुई ये घड़ियाँ फिर से न बिखर जायेँ
Year
Language

ल: सिमटी हुई ये घड़ियाँ
फिर से न बिखर जायेँ -2
र: इस रात में जी लें हम
इस रात में मर जायेँ
दो: इस रात में मर जायेँ
सिमटी हुई ये घड़ियाँ

र: अब सुबहा न आ पाये
ल: आओ ये दुआ माँगें
अब सुबहा न आ पाये
र: आओ ये दुआ माँगें
ल: इस रात के हर पल से
रातें ही उभर जायेँ
दो: रातें ही उभर जायेँ
सिमटी हुई ये घड़ियाँ

ल: दुनिया की निगाहें अब
हम तक न पहुँच पायेँ
र: दुनिया की निगाहें अब
हम तक न पहुँच पायेँ
ल: तारों में बसें चलकर
र: धरती पे उतर जायेँ
दो: धरती पे उतर जायेँ
सिमटी हुई ये घड़ियाँ

ल: ( हालात के तीरों से
छलनी हैं बदन अपने ) -2
र: पास आओ के सीनों के
कुछ ज़ख़्म तो भर जायेँ -2
दो: सिमटी हुई ये घड़ियाँ

र: आगे भी अन्धेरा है
ल: पीछे भी अन्धेरा है
आगे भी अन्धेरा है
र: पीछे भी अन्धेरा है
दो: अपनी हैं वोही साँसें
जो साथ गुज़र जायेँ -2
सिमटी हुई ये घड़ियाँ

ल: आ


हूँ हूँ हूँ
ये घड़ियाँ
फिर से
हूँ हूँ हूँ
सिमटी हुई
हूँ हूँ हूँ

( बिछड़ी हुई रूहों का
ये मेल सुहाना है ) -2
र: इस मेल का कुछ अहसाँ
जिसमों पे भी कर जायेँ
दो: जिसमों पे भी कर जायेँ
सिमटी हुई ये घड़ियाँ

ल: तरसे हुये जज़बों को
अब और न तरसाओ
र: तरसे हुये जज़बों को
दो: अब और न तरसाओ
र: तुम शाने पे सर रख दो
ल: हम बाँहों में भर जायेँ -2
दो: सिमटी हुई ये घड़ियाँ

la: simṭī huī ye ghaṛiyāṇ
phir se na bikhar jāyeṇ -2
ra: is rāt meṅ jī leṅ ham
is rāt meṅ mar jāyeṇ
do: is rāt meṅ mar jāyeṇ
simṭī huī ye ghaṛiyāṇ

ra: ab subhā na ā pāye
la: āo ye duā māṇgeṅ
ab subhā na ā pāye
ra: āo ye duā māṇgeṅ
la: is rāt ke har pal se
rāteṅ hī ubhar jāyeṇ
do: rāteṅ hī ubhar jāyeṇ
simṭī huī ye ghaṛiyāṇ

la: duniyā kī nigāheṅ ab
ham tak na pahuṇch pāyeṇ
ra: duniyā kī nigāheṅ ab
ham tak na pahuṇch pāyeṇ
la: tāroṅ meṅ baseṅ chalkar
ra: dhartī pe utar jāyeṇ
do: dhartī pe utar jāyeṇ
simṭī huī ye ghaṛiyāṇ

la: ( hālāt ke tīroṅ se
chhalnī haiṅ badan apne ) -2
ra: pās āo ke sīnoṅ ke
kuchh zakhm to bhar jāyeṇ -2
do: simṭī huī ye ghaṛiyāṇ

ra: āge bhī andherā hai
la: pīchhe bhī andherā hai
āge bhī andherā hai
ra: pīchhe bhī andherā hai
do: apnī haiṅ vohī sāṇseṅ
jo sāth guzar jāyeṇ -2
simṭī huī ye ghaṛiyāṇ

la: ā
ā
ā
hūṇ hūṇ hūṇ
ye ghaṛiyāṇ
phir se
hūṇ hūṇ hūṇ
simṭī huī
hūṇ hūṇ hūṇ

( bichhaṛī huī rūhoṅ kā
ye mel suhānā hai ) -2
ra: is mel kā kuchh ahsāṇ
jismoṅ pe bhī kar jāyeṇ
do: jismoṅ pe bhī kar jāyeṇ
simṭī huī ye ghaṛiyāṇ

la: tarse huye jazboṅ ko
ab aur na tarsāo
ra: tarse huye jazboṅ ko
do: ab aur na tarsāo
ra: tum śhāne pe sar rakh do
la: ham bāṇhoṅ meṅ bhar jāyeṇ -2
do: simṭī huī ye ghaṛiyāṇ