Sholaa jo bharke dil meraa dharke, dard javaanee kaa sataae

शोला जो भड़के दिल मेरा धड़के, दर्द जवानी का सताए
Work
Year
Language

शोला जो भड़के दिल मेरा धड़के
दर्द जवानी का सताए बढ़-बढ़ के

महकी हवाएं बहके कदम मेरे
ऐसे में थाम लो आ के बलम मोरे
पत्ता भी खड़के तो बिजली सी कड़के, दर्द …

प्यार को मेरे किसने पुकारा
दिल में उतर गया किसका इशारा
याद ये किसकी लाई पकड़ के, दर्द …

देखा जो तुमको दर्द हुआ कम
अब तो न होंगे तुमसे जुदा हम्

śholā jo bhaṛke dil merā dhaṛke
dard javānī kā satāe baṛh-baṛh ke

mahkī havāeṅ bahke kadam mere
aise meṅ thām lo ā ke balam more
pattā bhī khaṛke to bijlī sī kaṛke, dard …

pyār ko mere kisne pukārā
dil meṅ utar gayā kiskā iśhārā
yād ye kiskī lāī pakaṛ ke, dard …

dekhā jo tumko dard huā kam
ab to na hoṅge tumse judā ham