Sholaa jo bhadke, dil meraa dhadke

शोला जो भडके, दिल मेरा धडके
Work
Year
Language

शोला जो भड़के, दिल मेरा धड़के
दर्द जवानी का सताए, बढ़ बढ़ के

महकी हवाएं, बहके कदम मेरे
ऐसे में थाम लो, आ के बालम मेरे
पत्ता भी फडके, तो बिजली सी कड़के

प्यार को मेरे, किस ने पुकारा
दिल में उतर गया, किस का इशारा
याद ये किस की लाई पकड़ के

देखा जो तुम को, दर्द गया थम
अब तो ना होंगे, तुम से जुदा हम
जीना सकेंगे, तुम से बिछड के

śholā jo bhaṛke, dil merā dhaṛke
dard javānī kā satāe, baṛh baṛh ke

mahkī havāeṅ, bahke kadam mere
aise meṅ thām lo, ā ke bālam mere
pattā bhī phaḍke, to bijlī sī kaṛke

pyār ko mere, kis ne pukārā
dil meṅ utar gayā, kis kā iśhārā
yād ye kis kī lāī pakaṛ ke

dekhā jo tum ko, dard gayā tham
ab to nā hoṅge, tum se judā ham
jīnā sakeṅge, tum se bichhaḍ ke