शिकवा करूँ या शिकायत करूँ पर मैं तुझी से मोहब्बत करूँ
शिकवा करूँ या शिकायत करूँ पर मैं तुझी से मोहब्बत करूँ
बाग़ी बनूँ या बग़ावत करूँ पर मैं तुझी से मोहब्बत करूँ
शिकवा करूँ या …
मोहब्बत में अक्सर लड़ाई हुई है मगर ना कभी भी जुदाई हुई है
सारे जहाँ के सितम मुझको दे दे
खा के कसम मैं कहती हूँ तुमसे पहली बार
नफ़रत करूँ या अदावत करूँ
पर मैं तुझी से …
मुझको भी आता है वादा निभाना तेरे लिए छोड़ दूं ज़माना
मैं तो निभाऊंगी चाहत की कसमें तोड़ दूंगी सारी दुनिया की रस्में
रूठूँ या तुमसे शरारत करूँ
पर मैं तुझी से …
śhikvā karūṇ yā śhikāyat karūṇ par maiṅ tujhī se mohabbat karūṇ
bāġhī banūṇ yā baġhāvat karūṇ par maiṅ tujhī se mohabbat karūṇ
śhikvā karūṇ yā …
mohabbat meṅ aksar laṛāī huī hai magar nā kabhī bhī judāī huī hai
sāre jahāṇ ke sitam mujhko de de
khā ke kasam maiṅ kahtī hūṇ tumse pahlī bār
nafrat karūṇ yā adāvat karūṇ
par maiṅ tujhī se …
mujhko bhī ātā hai vādā nibhānā tere lie chhoṛ dūṅ zamānā
maiṅ to nibhāūṅgī chāhat kī kasmeṅ toṛ dūṅgī sārī duniyā kī rasmeṅ
rūṭhūṇ yā tumse śharārat karūṇ
par maiṅ tujhī se …