शीशा हो या दिल हो आख़िर टूट जाता है
शीशा हो या दिल हो आख़िर टूट जाता है
लब तक आते-आते हाथों से साग़र छूट जाता है
शीशा हो या दिल …
बाक़ी अब अरमान नहीं कुछ मिलना आसान नहीं
दुनिया की मजबूरी है फिर तक़दीर ज़रूरी है
ये दो दुश्मन हैं ऐसे दोनों राज़ी हों कैसे
एक को मनाओ तो दूजा रूठ जाता है
शीशा हो या दिल …
बैठे थे किनारे पे मौजों के इशारे पे
हम खेले तूफ़ानों से इस दिल के अरमानों से
हमको ये मालूम न था कोई साथ नहीं देता
माँझी छोड़ जाता है साहिल छूट जाता है
शीशा हो या दिल …
दुनिया एक तमाशा है आशा और निराशा है
थोड़े फूल हैं काँटे हैं जो तक़दीर ने बाँटे हैं
अपना-अपना हिस्सा है अपना-अपना किस्सा है
कोई लुट जाता है कोई लूट जाता है
शीशा हो या दिल …
śhīśhā ho yā dil ho ākhir ṭūṭ jātā hai
lab tak āte-āte hāthoṅ se sāġhar chhūṭ jātā hai
śhīśhā ho yā dil …
bāqī ab armān nahīṅ kuchh milnā āsān nahīṅ
duniyā kī majbūrī hai phir taqdīr zarūrī hai
ye do duśhman haiṅ aise donoṅ rāzī hoṅ kaise
ek ko manāo to dūjā rūṭh jātā hai
śhīśhā ho yā dil …
baiṭhe the kināre pe maujoṅ ke iśhāre pe
ham khele tūfānoṅ se is dil ke armānoṅ se
hamko ye mālūm na thā koī sāth nahīṅ detā
māṇjhī chhoṛ jātā hai sāhil chhūṭ jātā hai
śhīśhā ho yā dil …
duniyā ek tamāśhā hai āśhā aur nirāśhā hai
thoṛe phūl haiṅ kāṇṭe haiṅ jo taqdīr ne bāṇṭe haiṅ
apnā-apnā hissā hai apnā-apnā kissā hai
koī luṭ jātā hai koī lūṭ jātā hai
śhīśhā ho yā dil …