Sharmaa ke yoon na dekh

शरमा के यूँ न देख
Work
Year
Language

शरमा के यूँ न देख अदा के मक़ाम से
अब बात बढ़ चुकी है हया के मक़ाम से

तस्वीर खेंच ली है तेरे शोख हुस्न की
मेरी नज़र ने आज ख़ता के मक़ाम से

दुनिया को भूलकर मेरी बाँहो मे झूल जा
आवाज़ दे रहा हूँ वफ़ा के मक़ाम से

दिल के मुआमले में नतीज़े की फ़िक्र क्या
आगे है इश्क़ ज़ुर्म-ओ-सज़ा के मक़ाम से

śharmā ke yūṇ na dekh adā ke maqām se
ab bāt baṛh chukī hai hayā ke maqām se

tasvīr kheṅch lī hai tere śhokh husn kī
merī nazar ne āj khatā ke maqām se

duniyā ko bhūlkar merī bāṇho me jhūl jā
āvāz de rahā hūṇ vafā ke maqām se

dil ke muāmle meṅ natīze kī फ़ikr kyā
āge hai iśhq zurm-o-sazā ke maqām se