शराबी-शराबी मेरा नाम हो गया
शराबी-शराबी मेरा नाम हो गया
मेरा नाम काहे को बदनाम हो गया
शराबी-शराबी …
शायरों ने मुझको लिखा साक़ी जनाब
आपने किसलिए मुझे समझा ख़राब
ऐसा क्या मुझसे कोई काम हो गया
शराबी-शराबी …
आप रोज़ मेरी नज़रों से पीते रहे
इस नशे के सहारे ही जीते रहे
लेकिन ख़ुदा की क़सम बड़े ख़ुदगर्ज़ हैं
ओ मैने पी मुझपे ये इल्ज़ाम हो गया
शराबी-शराबी …
जी आपको देख के याद आया मुझे
आपने शीशे से क्यूँ बनाया मुझे
पत्थरों की ज़मीं पे गिराया मुझे
टूट के देखिए शीशा जाम हो गया
शराबी-शराबी …
śharābī-śharābī merā nām ho gayā
merā nām kāhe ko badnām ho gayā
śharābī-śharābī …
śhāyroṅ ne mujhko likhā sāqī janāb
āpne kislie mujhe samjhā kharāb
aisā kyā mujhse koī kām ho gayā
śharābī-śharābī …
āp roz merī nazroṅ se pīte rahe
is naśhe ke sahāre hī jīte rahe
lekin khudā kī qasam baṛe khudgarz haiṅ
o maine pī mujhpe ye ilzām ho gayā
śharābī-śharābī …
jī āpko dekh ke yād āyā mujhe
āpne śhīśhe se kyūṇ banāyā mujhe
patthroṅ kī zamīṅ pe girāyā mujhe
ṭūṭ ke dekhie śhīśhā jām ho gayā
śharābī-śharābī …