Shaq naheen rupye men paaee kaa

शक़ नहीं रुपये में पाई का
Work
Year
Language

शक़ नहीं रुपये में पाई का
दुनिया है नाम सफ़ाई का

ये दुनिया हेरा फेरी है
कभी तेरी है तो कभी मेरी है
तुंदुना तुंदुना शूर, कली कलिंगन शूर
ओ ओ ओ बाबूजी, ओ बाबूजी, खेल सफ़ाई का
शक़ नहीं …

चटक चटक चटकारे लेकर
सुनने वाले मेरे तराने
मुफ़्त बारी के गये ज़माने
जल्द निकालो दो दो आने
ओ ना ना एक आना हम नहीं माँगता
दिन है ये महंगाई का
शक़ नहीं …

धन दौलत के मतवालों की
हर बात निराली होती है
बाज़ार में निकले दीवाला
और घर में दीवाली होती है
है ये भी रंग कमाई का
शक़ नहीं …

śhaq nahīṅ rupye meṅ pāī kā
duniyā hai nām safāī kā

ye duniyā herā pherī hai
kabhī terī hai to kabhī merī hai
tuṅdunā tuṅdunā śhūr, kalī kaliṅgan śhūr
o o o bābūjī, o bābūjī, khel safāī kā
śhaq nahīṅ …

chaṭak chaṭak chaṭkāre lekar
sunne vāle mere tarāne
muft bārī ke gaye zamāne
jald nikālo do do āne
o nā nā ek ānā ham nahīṅ māṇgtā
din hai ye mahaṅgāī kā
śhaq nahīṅ …

dhan daulat ke matvāloṅ kī
har bāt nirālī hotī hai
bāzār meṅ nikle dīvālā
aur ghar meṅ dīvālī hotī hai
hai ye bhī raṅg kamāī kā
śhaq nahīṅ …