Shamaa jalee parvaanaa aayaa

शमा जली परवाना आया
Work
Year
Language

र: शमा जली परवाना आया शमा जली -2
( हो प्यार की आग में जल जाने को
आज कोई दीवाना आया ) -2 शमा जली
ल: हो शमा जली परवाना आया शमा जली -2
( ओ आँख से निकले ख़ुशी के आँसू
ज़ुबाँ पे इक अफ़साना आया ) -2 शमा जली
दो: हो शमा जली परवाना …

र: ( दुनिया में दो दिलवालों का
मिल के बिछुड़ना खेल नहीं है हाय खेल नहीं है ) -2
ल: ( जीवन भर का संग है अपना
चार दिनों का मेल नहीं है ) -2
र: हो लौट के फिर महफ़िल में तेरी
देख तेरा मस्ताना आया शमा जली
दो: हो शमा जली परवाना …

ल: ( हम भी जलें परवाने बनकर
हमको सिखा दो अपनी अदाएँ ) -2
र: ( तुम क्‌या जानो आग पराई
हो न सकेंगी तुमसे वफ़ाएँ ) -2
ल: ( हो हमने जो फूँका तन-मन अपना
तभी तुम्हें जल जाना आया ) -2 शमा जली
दो: हो शमा जली परवाना …

ra: śhamā jalī parvānā āyā śhamā jalī -2
( ho pyār kī āg meṅ jal jāne ko
āj koī dīvānā āyā ) -2 śhamā jalī
la: ho śhamā jalī parvānā āyā śhamā jalī -2
( o āṇkh se nikle khuśhī ke āṇsū
zubāṇ pe ik afsānā āyā ) -2 śhamā jalī
do: ho śhamā jalī parvānā …

ra: ( duniyā meṅ do dilvāloṅ kā
mil ke bichhuṛnā khel nahīṅ hai hāy khel nahīṅ hai ) -2
la: ( jīvan bhar kā saṅg hai apnā
chār dinoṅ kā mel nahīṅ hai ) -2
ra: ho lauṭ ke phir mahafil meṅ terī
dekh terā mastānā āyā śhamā jalī
do: ho śhamā jalī parvānā …

la: ( ham bhī jaleṅ parvāne bankar
hamko sikhā do apnī adāeṇ ) -2
ra: ( tum k‌yā jāno āg parāī
ho na sakeṅgī tumse vafāeṇ ) -2
la: ( ho hamne jo phūṇkā tan-man apnā
tabhī tumheṅ jal jānā āyā ) -2 śhamā jalī
do: ho śhamā jalī parvānā …