शहर की परियों के पीछे जो हैं दीवाने
शहर की परियों के पीछे जो हैं दीवाने
वो हमारी सादगी का रंग क्या जानें
अरे हाँ आहा आहा दिलदार बेवफ़ा
जो नहीं समझे कि हम हैं जिसके दीवाने
वो हमारी आशिक़ी का रंग क्या जानें
अरे हाँ आहा आहा समझो ना मेरी जां
कोई होगा हसीं कम तो हम भी नहीं
देखो ज़रा नज़र भर के
इतना उड़ू नहीं हो न ऐसा कहीं
न इधर के रहे न उधर के
शहर की परियों के …
यहां तो बड़े बड़े लुट गए खड़े खड़े
बचके वो भी कहां जाएंगे
सुन के मेरी सदा छोड़ के नाज़-ओ-अदा
कच्चे धागे में बंधे आएंगे
जो नहीं समझे …
śhahar kī pariyoṅ ke pīchhe jo haiṅ dīvāne
vo hamārī sādgī kā raṅg kyā jāneṅ
are hāṇ āhā āhā dildār bevafā
jo nahīṅ samjhe ki ham haiṅ jiske dīvāne
vo hamārī āśhiqī kā raṅg kyā jāneṅ
are hāṇ āhā āhā samjho nā merī jāṅ
koī hogā hasīṅ kam to ham bhī nahīṅ
dekho zarā nazar bhar ke
itnā uṛū nahīṅ ho na aisā kahīṅ
na idhar ke rahe na udhar ke
śhahar kī pariyoṅ ke …
yahāṅ to baṛe baṛe luṭ gae khaṛe khaṛe
bachke vo bhī kahāṅ jāeṅge
sun ke merī sadā chhoṛ ke nāz-o-adā
kachche dhāge meṅ baṅdhe āeṅge
jo nahīṅ samjhe …